Rasoollalah Sallallahu alaihi wasallam ne Farmaya ki:
1. Allah taala Qayamat ke din farmayega ki: "Aye Aadam ke Bete !! Mein Beemar hua to tune meri khabar na li ".
Wo kahega," Aye parwardigar! Main Teri khabar kaisey leta Tu to Malik hai sarey Jahan ka"?
Allah Subhanahu Farmayega,"Tujhko malum Nahi mera Falah Banda beemar hua tha tune uski khabar na li. Agar tu uski khabar leta to tu mujhe uskey Nazdeek pata ,
2. Aye Aadam ke bete ! Mainey tujhse khana manga tune mujhe khana na diya "
Wo kahega "Aye Rab ! Main tujhko kaisey khilata tu to Malik hai sarey Jahan ka"?
Allah subhanahu Farmayega "Tu Nahi jaanta mere falah Bande ne tujhse Khana maanga tuney usko Na khilaya agar tu usko khilata to uska Sawab mere paas pata,"
3. "Aye aadam ke bete! maine tujhse Paani maanga tune mujhko na pilaya"
Banda bolega "Main tujhko kaisey pilata tu Malik hai sarey Jahan ka"?
Allah farmayega "Mere falah bandey ne tujhse Paani maanga tune usko Nahi pilaya agar pilata to uska badla mere paas pata".
Sahih Muslim , Vol 6, 6556

No comments:
Post a Comment