★.....♥~ Jab Kabhi Bolna Waqt Par Bolna ~♥.....★
★...... Muddaton sochna Mukhtasar Bolna ......★
★ "Hamari Zaban se nikle hue Alfaz hamari shakshiyat ki Akasi karte hain, aur yahi Alfaz hamain zameen se Bulandiyon par aur Bulandiyon se zameen ki pastiyon main gira dete hain!.
⇨ "Is liye hamesha soch samajh kar bola karo aur Agar khayalat ki Aamdani km ho to Lafzon ki Fuzool kharchi se bacho, Jahan Apni Baat ki Qadar na ho waha Chup rehna Behtar hai".
✿ Kitne log aise bhi hain jo samandar ki tarah bolte hain magar un ki soch Gande talaab ki tarah mahdood hoti hai is liye km bolo magar Accha bolo!.

No comments:
Post a Comment