Tuesday, January 21, 2014

inkar aur iqrar

"Aurat jab tak mard se door rehti hai. Tab tak wo mard k liye sab se zaiyda hassen, dilkash aur nayab chaiz hoti ha. Lekin jis waqt aurat Mohabbat ka iqrar kar leti ha to usi waqt mard ki nighaon mein aurat ki ahmiyat aur dilkashi pehley ki nisbat kam ho jati ha. Aur aurat ki nighaon me mard ki ahmiyat bht barh jati ha kyun k aurat iqrar kar k qaid ho jati hai aur mard iqrar sun kr azad ho jata ha.."

(Lines from a novel)

No comments: