Friday, February 26, 2010

“what is the place of ladies in islam”


"what is the place of ladies in islam"

 

The 1st person who accept islam is a lady i.e. hazrat khatajatul kubra r.a.

 

in total world islam spread 100% up to which 25% spread by hazrat aayesha r.a.

 

the 1st shaheed in islam was also a lady her name is hazrat sumayya r.a.

 

there is 1 lady hazrat khansa r.a, who is preparing her 4 sons for jihad and what she said that

 

"mere beto jis tarah tum ek maa ki aulad ho usi tarah ek baap ki bhi aulad ho na maine apne nafs me koi khayanat kin a maine tumhare mamuoko ruswaa kiya  kal jab jung ke liye ailaan ho to tum usme awwal se hi sharik rehna aur kafiron ko katal kar dena hatta ke tum shahid ho jaao kal qayamat me jab mai pukari jaaungi to 4 shahidon ki maa kehkar pukari jaaoongi"

 

Dusre din jung ho gayi charo bête 1,1 karke shahid hogaye. Is aurat ne ALLAH ka shuqr ada kiya.

 

Ek aurat  ka dindaar hona 70 ALLAH wali se behter hai ;agar ek aurat ke zindagi me din hai to wo apna ghar(parents house) bhi aabaad karengi aur apne shohar ka ghar (own house) bhi aabad karengi.

 

 

No comments: